कोई हम-नफस नहीं है  कोई राजदान  नहीं है

फ़क़त एक दिल था अपना, वो भी  मेहरबान नहीं है

मेरी रूह की हकीकत मेरे आंसुओं से पूछो

मेरा मजलिसी तबस्सुम मेरा तर्जुमान नहीं है 


इन्हीं पत्थरों पे चल  कर अगरआ सको तो आओ 

मेरे घर के रास्ते में कोई कहकशां नहीं है

Abhi Kamsin ho, Rehne do, Kahin kho do gi Dil mera,
Tumhare he liye rakha ha, Ley jaana Jawaan ho kar…..!!!

Dil Main Ab Yun Tere Bhoole Huye Gham Aate Hain
Jaise Bichade Hue Kaabe Main Sanam Aate Hain
Ik Ik Kar Ke Hue Jaate Hain Taare Roshan
Meri Manzil Ki Taraf Tere Qadam Aate Hain
Raqs-E-May Tez Karo, Saaz Ki Lay Tez Karo
Su-E-Maikhana Safiraan-E-Haram Aate Hain
Kuch Hami Ko Nahin Ehasaan Uthaane Ka Dimaag
Wo To Jab Aate Hain Maail-Ba-Karam Aate Hain
Aur Kuch Der Na Guzre Shab-E-Furqat Se Kaho
Dil Bhi Kam Dukhta Hai Wo Yaad Bhi Kam Aate Hain

"मैं उस का हूँ वो इस एहसास से इंकार करता है
,

भरी महफ़िल में भी रुसवा मुझे हर बार करता है
यकीं है सारी दुनिया को खफा है मुझ से
वो लेकिन

मुझे मालूम है फिर भी मुझे से प्यार करता है ......

Humko to duniya main koi bewafa na mila..
kami jo paayi to apni mohobbat main paayi..

Be dard zamana kiya jaane kiya dard ki lazzat hoti hai
Dil de ke hum ne jaana kiya chees muhabbta hoti hai

=======================
koi pathar se na maare mere dewaane ko...
koi pathar se na maare mere dewaane ko...
nuclear power ka jamaana hai, bomb se udaa do saale ko...
=======================
Durakht ke paymane pe chilman E husn ka furkat se sharmana...
Ye line samajh me aaye to mujhe zaroor batana!!
=======================
tere dar pe sanam hazar baar aayenge,
tere dar pe sanam hazar baar aayenge.....
ghanti bajayenge aur bhaag jayenge !!
=======================
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein
rakh lun...
phir usse zoo ka khayal aaya hoga!!!
=======================
Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye,
to sidhe upar chale aana!!
=======================
Unki gali se guzre..ajeeb ittefaq tha
Unki gali se guzre..ajeeb ittefaq tha
Unho ne phool phenka..gamla bhi saath tha!!

Aag Lagi Thi Mere Ghar Mai Ab Bacha Hii Kya Hai..
Maine Kaha "Main Bach Gaya Hun", Usne Kaha Ke ''Phir Jala Hii Kya Hai?''.

Sochata hoon ki agar bol nahin pata main
Kitne sacche hote meri aankhon ke ye saare jajbaat
Yeh to asaan tha kahna ki pyar hai tumse
Chaahata to kaise chupata main tumse dil ki yeh baat

Powered by Blogger.