Showing posts with label 2 liner. Show all posts
Showing posts with label 2 liner. Show all posts

तुझको याद करके रोता है अब दीवाना तेरा;
जो ना भूल पाएगा कभी भी ठुकराना तेरा;
तुम हमें भूल जाओ शायद ये फितरत है तेरी;
मुश्किल है हमारे लिए प्यार भुलाना तेरा।

फुर्सत में करेंगे तुझसे हिसाब​-​ए​-​ज़िन्दगी​;
अभी तो उलझे है खुद को सुलझाने में​...​

​हज़ारों ऐब ढूँढ़ते है हम दूसरों में इस तरह​;​
अपने किरदारों में हम लोग,फरिश्तें हो जैसे​।

जुबां पे मोहर लगाना कोई बड़ी बात नहीं;
बदल सको तो बदल दो मेरे खयालों को।

पानी फेर दो इन पन्नों पर ताकि धुल जाए स्याही सारी;
ज़िन्दगी फिर से लिखने का मन होता है कभी-कभी।

Maine to yunhi dekha tha deedar-e-shauq ki khatir,

Tum dil mein utar jaaoge kabhi socha na tha

Mohabbat Mein Jhukna Koi Ajeeb Baat To Nahin
Chamakta ‘Suraj’ Bhi Toh Dhal Jata Hai Chaand’ K Liye

Na milega jab koi use hmari tarah chahne wala,
bahut royega wo shakhs us din humein dobara pane ke liye….

Kisi Ki Bebasi Ka Tamasha Na Banao..
Har Majboor Shakhs
Bewafa  Nahin Hota....!!

Sab mujhe hi kahte hain ki tum use bhool ja
Koi use kyun nahi kehta ki wo mera ho jaaye...

Wo mera aakhri jazeera tha...
Raat jo aansu'on me doob gaya..

अगर इश्क़ गुनाह है गुनाहगार है खुदा;
जिसने बनाया दिल किसी पर आने के लिए।

Sach Kaha Tha Kisi Ne Tanha Jeena Seekh Lo
Mohabbat Jitni Bhi Sachi Ho Rehna Tanha Hi Parta Hai

Ab to shayad hi mujh se mohabbat kare koi
Meri aankhon main bas tera hi chehra nazar aata hai

Tumhara Naam Lene Se Mujhe Sab Jaan Jaate Hai

Me Wo Khoi Huwi Cheez Hun Jiska Pata Tum Ho.

Kash Koi Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pahuchne Ka,
Kahar Ban K Baras Rahi Hai Mujh Pe Yaade Teri

Aap kaanto se bach ke chalte hain....
Maine foolon se jakhm khaye hain...

Zindagi Youn hi Bahut Kam Hai Mohabbat Ke Liye...

Rooth Kar aise…waqt zaaya na kiya karo…

Wo Kitna Meharban Tha K Hazaron Gham De Gaya;
Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Mohabbat K Siwa!

Tum Bhi Ho Beetay Huye Waqt Ki Maanind, Hu-Bahuu; Tum Ne Bhi Yaad Ana Hai, Aana To Naheen Hai!

Powered by Blogger.