Showing posts with label sad shayari. Show all posts
Showing posts with label sad shayari. Show all posts

Wada humne kiya tha nibhane k liye
Ek dil diya tha ek dil pane k liye
Usne hme mohbbat sikha di or kha
Humne tumse mohbbat ki thi kisi or ko jalane k liye

Dil se roye magar hontho se muskura baithe,
yuhi hum tumse dil laga baithe,
woh hume ek lamha na de paaye,
jinke liye hum apna sara sukun gawa baithe….

Na milega jab koi use hmari tarah chahne wala,
bahut royega wo shakhs us din humein dobara pane ke liye….

Kisi Ki Bebasi Ka Tamasha Na Banao..
Har Majboor Shakhs
Bewafa  Nahin Hota....!!

Khuda Jane Mohabbat Me
Kya Dastur Hai
Humne Jisko Chaha Wo
Humse Dur Hai
Husn Walo Me Mohabbat Ki
Kami Hoti Hai
Ya Fir Chahne Walo Ki
Takdir Buri Hoti Hai ..

Wo mera aakhri jazeera tha...
Raat jo aansu'on me doob gaya..

Wafa Ki Jung Mat Ladna Ye  Bekaar Jati Hai
Zamana Jeet Jata Hai  Mohabbat Haar Jati Hai
Hamara Tazkira Chhodo Hum  Aise Log Hain Jin Ko
Zamana Kuch Nahin Kehta  Judai Maar Jati Hai

Uske liye Sari duniya se bagawat ki thi

Yaad aata hai maine bhi mohabbat ki thi

Usko chod ke haste huye Ghar aakar

Itna roye the ki Aankho ne bhi Shikayatki thi....

Har Ek Chehre Pe Guman Uska Tha
Basa Na Koi DiL Me Ye Khali Makan Uska Tha
Tamam Dukh Mere DiL Se Mit Gaye Lekin
Jo Na Mit Saka Wo Ek Naam Uska Tha

कदम यूँ ही डगमगा गए रास्ते में;
वैसे संभालना हम भी जानते थे;
ठोकर भी लगी तो उसी पत्थर से;
जिसे हम अपना मानते थे।

सब हसीं चेहरे धोखेबाज़ होते हैं;
इस बात का हमें पहले इल्म ना था;
अब हुआ इल्म तो रो-रो दिल कहे;
किया पहले किसी ने ऐसा जुल्म ना था।

रोने दे आज हमको तू आँखें सुजाने दे
बाहों में ले ले और ख़ुद को भीग जाने दे
हैं जो सीने में क़ैद दरिया वो छूट जायेगा
हैं इतना दर्द के तेरा दामन भीग जायेगा

Sach Kaha Tha Kisi Ne Tanha Jeena Seekh Lo
Mohabbat Jitni Bhi Sachi Ho Rehna Tanha Hi Parta Hai

Kash Koi Rasta Mil Jaye Tujh Tak Pahuchne Ka,
Kahar Ban K Baras Rahi Hai Mujh Pe Yaade Teri

Jab Yaad Aati Hai Tumhari Muskura Leta Hun,
Kuch Palo Ke Liye Har Gam Bhula Deta Hun,
Kaise Bheeg Sakti Hai Aapki Palkein,
Aapke Hisse Ke Aansu To Me Baha Deta Hu....!

Wo Karte Hain Baat Mohabbat Ki,
Par Mohabbat Ke Dard Ka Unhein Ehsaas Nhi,
Mohabbat Wo Chaand Hai Jo Dikhta Hai Sab Ko,
Par Use Pana Sab Ke Bus Ki Baat Nahi.

Dil Lagaakar Humein Yeh Samajh Aaya,
Ki Dillagi Kise Kehte Hai
Ishq Jise Kehti Hai Duniya,
Woh Aashiqui Kise Kehte Hai

Aap kaanto se bach ke chalte hain....
Maine foolon se jakhm khaye hain...

Wo Kitna Meharban Tha K Hazaron Gham De Gaya;
Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Mohabbat K Siwa!

Tum Bhi Ho Beetay Huye Waqt Ki Maanind, Hu-Bahuu; Tum Ne Bhi Yaad Ana Hai, Aana To Naheen Hai!

Powered by Blogger.