Showing posts with label love. Show all posts
Showing posts with label love. Show all posts

तुझको याद करके रोता है अब दीवाना तेरा;
जो ना भूल पाएगा कभी भी ठुकराना तेरा;
तुम हमें भूल जाओ शायद ये फितरत है तेरी;
मुश्किल है हमारे लिए प्यार भुलाना तेरा।

Maine to yunhi dekha tha deedar-e-shauq ki khatir,

Tum dil mein utar jaaoge kabhi socha na tha


Aata nahi hamein ikraar karna,...
Na jane kaise seekh gaye  pyaar karna....
Rukte na the do pal kisi ke  liye.....
Na jane kaise seekh gaye  intzaar karna....

Na milega jab koi use hmari tarah chahne wala,
bahut royega wo shakhs us din humein dobara pane ke liye….

Sab mujhe hi kahte hain ki tum use bhool ja
Koi use kyun nahi kehta ki wo mera ho jaaye...

Us Ne Apna Hath Badhaya Hai 
Sirf Muje Thamne Ke Liye...
Par,Us Ko Main Ye Kaise Kahoon...
Ki Muje Haath Nhi,Sath Chahiye Hamesha Ke Liye....

Ab to shayad hi mujh se mohabbat kare koi
Meri aankhon main bas tera hi chehra nazar aata hai

Tumhara Naam Lene Se Mujhe Sab Jaan Jaate Hai

Me Wo Khoi Huwi Cheez Hun Jiska Pata Tum Ho.

Zindagi Youn hi Bahut Kam Hai Mohabbat Ke Liye...

Rooth Kar aise…waqt zaaya na kiya karo…

Us ek haseen chehre ne humein tanha kar diya doston...
varna hum to apne aap mein hi ek mehfil hua karte the...!!

Dil Lagaakar Humein Yeh Samajh Aaya,
Ki Dillagi Kise Kehte Hai
Ishq Jise Kehti Hai Duniya,
Woh Aashiqui Kise Kehte Hai

Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,
Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,
Yu to har tamanna har ehsas hai wo mera,
Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise…

Ishq Tujhse Karti Hoon
Main Zindagi Se Zyada
Main Darti Nahi Maut Se
Teri Judaii Se Zyada
Chahe To Aazmale Mujhe
Kisi Aur Se Zyada
Meri Zindagi Me Kuch Nahi
Teri Mohabbat Se Zyada…

Tumhe kya pata kitni haseen ho tum,
Dekhne ko tarasti hain nazrein jise wo naaz neen ho tum,
Haya chanchalta koi sikhe tumse,
Nazroon main samaana dil ko churana koi sikhe tumse,
Hum to Ghayal hain teri adaaoon ke
koi adaa banana sikhe tumse,
Bin nashe ke jo nasha kr de aisi dil nasheen ho tum,
Kasam us khuda ki itni haseen ho tum,
Jaan se jayaada chaha hai isiliye jaan nseen ho tum,
aur pucho is dil se ki kitni haseen ho tum….

Surkh ankhoon se jab wo dekhte hain,
Hum ghabra kar aankhein Jhuka lete hain,
kaun milaye un aankhoon se aankhein,
Suna hai wo aankhoon se apna bana lete hain…

Mere Wajood Me Kaash Tu utar Jaaye Main Dekhun Aaina Or Tu hi tu Nazar Aaye

jaise chahte the hum unhe...vo bhi hamein chahte to kya baat thi...

pane ka arman to tha...bin maange mil jate to kya baat thi...

is dil mein pyar tha itna... vo jaan lete to kya baat thi...

hum ne manga tha unko khuda se...wo bhi hamien maang lete to kya baat thi..

Kaafi dino se ek khwaahish si rahi hai mujh ko.....

Ki kisi udaas shaam mein wo aa kar kahein.!

Band karo ye rona..Lo hum laut aaye tumhare liye ...!



Na Ameer Hun Na Gareeb Na Mein Badshah Na Mein Wazeer Hun,

Tera Ishq Hai Meri Saltanat Mein Usi Saltanat Ka Faqeer Hoon..!!

खुदा से भी पहले तेरा नाम लिया है मैंने;
क्या पता तुझे कितना याद किया है मैंने;
काश सुन सके तू धड़कन मेरी;
हर सांस को तेरे नाम से जिया है मैंने।

Powered by Blogger.