दिल ही दिल में हम तुमसे प्यार करते हैं;
हम ऐसे हैं जो मोहब्बत में जाँ निसार करते हैं;
निगाहें मिलाते हैं अक्सर लोगों से छुपाकर;
जैसे किसी गुनाह को यारो गुनाहगार करते हैं।
Mohabbat Mein Jhukna Koi Ajeeb Baat To Nahin
Chamakta ‘Suraj’ Bhi Toh Dhal Jata Hai Chaand’ K Liye
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Sa Fasaana Hai,
Kaagaz Ki Haveli Hai, Baarish Ka Zamaana Hai,
Kya Shart-E-Mohabbat Hai, Kya Shart-E-Zamaana Hai,
Aawaz Bhi Zakhmi Hai, Aur Geet Bhi Gaana Hai,
Us Paar Utarney Ki Ummeed Bahot Kam Hai,
Kashti Bhi Purani Hai, Toofan Ko Bhi Aana Hai,
Samjhey Yaa Naa Samjhey Wo Andaaz Mohabbat Ka,
Ek Shaqs Ko Aakhon Say, Ek Shair Sunaana Hai,
Bholi Si Adaa, Koi Phir Ishq Ki Zidd Par Hai,
Fir Aag Ka Darya Hai, Aur Doob K Jaana Hai...!!!
मोहब्बत का इशारा याद रहता है ।
हर प्यार को अपना प्यार याद रहता है ।।
दो पल जो प्यार की राहों में गुजरा हो ।
मौत तक वो नजारा याद रहता है
Us Ne Apna Hath Badhaya Hai
Sirf Muje Thamne Ke Liye...
Par,Us Ko Main Ye Kaise Kahoon...
Ki Muje Haath Nhi,Sath Chahiye Hamesha Ke Liye....
Tasalli jara si ho jayegi, Faqat Itna bata do naa,
Mujhe jo Hichkiyaan aati hain, Kya tum Yaad karte ho?


